Listen to the soundtrack here.
Chori Kiya Re Jiya
Singers: Sonu Nigam and Shreya Ghoshal
Written by: Jalees Sherwani
Composed by: Sajid-Wajid
(Sonu Nigam)
Saanjhi saanjhi teri nazrein ek darpan
De de mann ki yeh khabrein ek pal chin
(Shreya Ghoshal)
Adharon ne kuch na kaha re
Naino ne keh diya
(Sonu Nigam)
Tune to pal bhar mein chori kiya re jiya mora jiya
(Shreya Ghoshal)
Tune bhi pal bhar mein chori kiya re jiya more piya
(Sonu Nigam)
Gummsumm gummsumm rehne wali humri ek gujariya re
Kal-kal kal-kal behne laagi jaise prem ki nadiya re
(Shreya Ghoshal)
Tujh sang preet humne lagai hai
Tab jaake yeh ruth aayi hai
(Sonu Nigam)
Tune toh pal bhar mein chori kiya re jiya mora jiya
(Shreya Ghoshal)
Tune bhi pal bhar mein chori kiya re jiya more piya
(Shreya Ghoshal)
Gupchup gupchup dil mein aaya sajna swaang rachaiya re
Pal pal har pal jiski chhaaya apna paar lagaiyya re
(Sonu Nigam)
Ho tujh par jaan humne lutaayi hai
Tab jaake tu sang aayi hai
(Shreya Ghoshal)
Tune toh pal bhar mein chori kiya re jiya more piya
(Shreya Ghoshal)
Saanjhi saanjhi teri nazrein ek darpan
De de mann ki yeh khabrein ek pal chin
(Sonu Nigam)
Adharon ne kuch na kaha re
Naino ne keh diya
(Shreya Ghoshal)
Tune toh pal bhar mein chori kiya re jiya more piya
(Sonu Nigam)
Tune bhi pal bhar mein chori kiya re jiya mora jiya
Tere Mast Mast Do Nain
Singers: Rahat Fateh Ali Khan and Shreya Ghoshal
Lyricist: Faiz Anwar
Composed by: Sajid-Wajid
(Rahat)
Taakte rehte tujhko saanjh savere
Nainon mein… haye…
Nainon mein… haye…
Taakte rehte tujhko saanjh savere
Nainon mein basiya jaise nain yeh tere
Nainon mein basiya jaise nain yeh tere
(Chorus)
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain (2)
Pehle pehal tujhe dekha toh dil mera
Dhadka haye dhadka dhadka haye
Ho..
Pehle pehal tujhe dekha toh dil mera
Dhadka haye dhadka dhadka haye
Jal jal utha hoon main shola jo pyaar ka
Bhadka haye bhadka bhadka haye
Neendon mein gul gaye hain sapne jo tere
Badle se lag rahe hain andaaz mere
Badle se lag rahe hain andaaz mere
(Chorus)
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain (2)
(Shreya Ghoshal)
Tujhse shuru huyi, tujhpe hi khatm ho
Duniya meri duniya duniya meri
Tujhse shuru huyi, tujhpe hi khatam ho
Duniya meri duniya duniya meri
Yeh baat dil mein thi, nainon ne bol di
Main hoon teri main hoon, main hoon teri
Tujhko hi yaad kar ke aanhein bharoon main
Milke bhi mil na paaun ab kya karoon main
Milke bhi mil na paaun ab kya karoon main
(Chorus)
Tere mast mast do nain
Mera dil ka le gaye chain
Mera dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
(Rahat)
Taakte rehte tujhko saanjh savere
Nainon mein basiya jaise nain yeh tere
Nainon mein basiya jaise nain yeh tere
(Chorus)
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
(Rahat)
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain (2)
Tere Mast Mast Do Nain
Lyricist: Faiz Anwar
Singers: Rahat Fateh Ali Khan
Composed by: Sajid-Wajid
(Rahat)
Taakte rehte tujhko saanjh savere
Nainon mein… haye…
Nainon mein… haye…
Taakte rehte tujhko saanjh savere
Nainon mein basiya jaise nain yeh tere
Nainon mein basiya jaise nain yeh tere
(Chorus)
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain (2)
Pehle pehal tujhe dekha toh dil mera
Dhadka haye dhadka dhadka haye
Ho..
Pehle pehal tujhe dekha toh dil mera
Dhadka haye dhadka dhadka haye
Jal jal utha hoon main shola jo pyaar ka
Bhadka haye bhadka bhadka haye
Neendon mein gul gaye hain sapne jo tere
Badle se lag rahe hain andaaz mere
Badle se lag rahe hain andaaz mere
(Chorus)
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain (2)
Maahi be-aap sa, dil yeh betaab sa,
Tadpa jaaye tadpa tadpa jaaye
Maahi be-aap sa, dil yeh betaab sa,
Tadpa jaaye tadpa tadpa jaaye
Nainon ki jheel mein, utra tha yunhi dil,
Dooba jaaye dooba dooba jaaye
Hosho hawa salab toh khone lagey hain
Hum bhi deewane tere hone lagey hain
Hum bhi deewane tere hone lagey hain
(Chorus)
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Taakte rehte tujhko saanjh savere
Nainon mein bansiya jaise nain yeh tere
Nainon mein bansiya jaise nain yeh tere
(Chorus)
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
(Rahat)
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain (2)
Humka Peeni Hai
Singers: Wajid, Master Saleem, Shabaab Sabri
Lyricist: Jalees Sherwani
Composed by: Sajid-Wajid
(Shabaab)
Prem gali yeh saakri, gaye tero gazi bhool
Latt daari re daari re, latt daari hai aisi baandi,
Rahe dhar mein
Kaari aankhon ke paimaane, paimaane kaari aankhon ke
Ho do do zinda hai maikhaane, maikhaane kaari aankhon ke
Haan kaari aankhon ke paimaane, paimaane kaari aankhon ke
Do do zinda hai mekhaane, mekhaane kaari aankhon ke
(Saleem)
Na kar saathi adiya badiya, peeni hai peeni peeni hai
Haye na kar saathi adiya badiya, peeni hai peeni peeni hai
Arrey dekh le zalim ratiya jheeni jheeni hai jheeni jheeni hai
(Chorus)
Humka peeni hai peeni hai humka peeni hai – (4)
(Shabab)
Arrey chatiya mein sookha ki bijuri si bondhe
Ha manwa kahe re pehli fursat mein pee le
(Saleem)
Matka mein apni tu taunti lagai le
Matka mein apni tu taunti lagai le
Aa bhar jaaye mann wa tu aisi pee layi de
(Chorus)
Aisi pee layi de, aisi pee layi de
Humka pee layi de saathi, aisi pee layi de
(Shadab)
Arrey aadat apni sasuri bahut kameeni hai bahut kamini hai
(Chorus)
Humka peeni hai peeni hai humka peeni hai – (4)
(Saleem)
Ho thaana mein baithe daroga ji le hichki
Lagta hai sahib ne maari hai chuski
(Shadab)
Thaana mein apne tu bhaatti lagai le
Re thaana mein apne tu bhatti lagai le
Re ghaar bal nikle tu muh se satayi le
(Chorus)
Muh se satayi le, muh se satayi le,
Muh se satayi le babu muh se satayi le
(Shadab)
Tabiyat inki dekho bahut rangeeni hai bahut rangeeni hai
(Chorus)
Hunka peeni peeni peeni humka peeni hai
Humka peeni hai peeni hai humka peeni hai – (2)
(Shadab and Saleem)
Kaari aankhon ke paimaane, paimaane kaari aankhon ke
Do do zinda hai maikhaane, maikhaane kaari aankhon ke
Na kar saathi adiya badiya, peeni hai peeni peeni hai
Arrey dekh le zalim ratiya jheeni jheeni hai jheeni jheeni hai
(Chorus)
Humka peeni hai peeni hai humka peeni hai – (4)
Munni Badnaam
Singer(s): Mamta Sharma and Aishwarya
Written and composed by: Lalit Pandit
(Mamta)
Munni Badnaam Hui, Darling Tere Liye – (3)
Munni Ke Gaal Gulabi, Nain Sharabi, Chaal Nawabi Re
Le Zandu Balm Hui, Darling Tere Liye
Munni Badnaam Hui, Darling Tere Liye
Munni Ke Gaal Gulabi, Nain Sharabi, Chaal Nawabi Re
Le Zandu Balm Hui, Darling Tere Liye – (2)
Munni Badnaam Hui, Darling Tere Liye – (2)
(Mamta)Shilpa Sa Figure Bebo Si Adaa, (Chorus) Bebo Si Adaa
(Mamta)Shilpa Sa Figure Bebo Si Adaa, Bebo Si Adaa
Hai Mere Jhatke Mein Filmi Mazaa Re Filmi Mazaa
Haye Tu Na Jaane Mere Nakhre Ve
Haye Tu Na Jaane Mere Nakhre Ve Laakhon Rupaiya Udaa
Ve Main Taksaal Hui, Darling Tere Liye
Cinema Hall Hui, Darling Tere Liye
Munni Badnaam Hui, Darling Tere Liye – 2 Times
(Male voice)
O Munni Re, O Munni Re
Tera Gali Gali Mein Charcha Re
Hai Jama Ishq Da Ishq Da Parcha Re
Jama Ishq Da Ishq Da Parcha Re
O Munni Re
Kaise Anaari Se Paala Pada, (Chorus) Ji Paala Pada
Ho Kaise Anaari Se Paala Pada Ji Paala Pada
Bina Rupaiye Ke Aake Khada Mere Peechay Pada
Popat Na Jaane Mere Peechay Woh Saifu
(haye Haye Maar Hi Daalogi Kya)
Popat Na Jaane Mere Peechay Saifu Se Leke Lambhu Khada
Item Yeh Aam Hui, Darling Tere Liye
Item Yeh Aam Hui, Darling Tere Liye
Munni Badnaam Hui, Darling Tere Liye
(Male voice) Hai Tujh Mein Poori Botal Ka Nasha, (Chorus) Botal Ka Nasha
Hai Tujh Mein Poori Botal Ka Nasha, Botal Ka Nasha
Kar De Budhaape Ko Kar De Jawan Re Kar De Jawan
(Chorus)
Honthon Pe Gaali Teri Aankhein Dulaali, Haye
Honthon Pe Gaali Teri Aankhein Dulaali Re De Hai Jiya
(Male voice)
Tu Item Bomb Hui, Darling Tere Liye
Munni Badnaam Hui, Darling Mere Liye – 2 Times
(Mamta)
Munni Ke Gaal Gulabi, Nain Sharabi, Chaal Nawabi Re
Le Zandu Balm Hui, Darling Tere Liye
(Chorus)Munni Badnaam Hui, (Mamta) Darling Tere Liye
(Chorus)Baat Yeh Aam Hui, (Mamta) Darling Tere Liye
(Chorus)Be-hindustan Hui, (Mamta) Darling Tere Liye
(Mamta)Amiya Se Aam Hui, (Chorus) Darling Mere Liye
(Mamta)Le Zandu Balm Hui, (Chorus) Darling Mere Liye
(Chorus) Cinema Hall Hui, (Mamta) Tere Tere Tere Liye
(Chorus) Aale Badnaam Hui (Mamta) Haanji Haan Tere Liye
(Chorus) Le Sare aam Hui, (Mamta) Darling Tere Liye
(Chorus)
Darling Tere Liye – 3 Times