Golmaal 3 – Song Lyrics

You can listen to the soundtrack here.

Apna Har Din

Singer(s): Shaan, Anushka Manchanda
Music Director: Pritam
Lyricist: Kumaar
Length: 4:27

(Shaan)
Yeh zindagi, raftaar se chal padi
Jaate hue raahon mein, humse abhi keh ke gayi

(Anushka)
Hamara yeh waqt hamara jo ik baar gaya toh aaye na dobara
Samajh lo zara yeh, hawaon ka ishaara, mere yaaro

(Both)
Apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Jiyo toh iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Jiyo toh iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho

Whenever we know, we are having a blast, you know it o o
Living every day, like it’s your last, you know it o o
Living for today, letting go of the past, you know it o o
Give it up, give it up, everybody say o o

(Shaan)
Hum sab jo saath mein rahe
Khushiyan sab haath mein rahe
Hum se bas faasle rahe yun, arrey tu ru tu ru
Chaahe kahin kisi bhi modh par
Bhigde gi bhi koi baat agar
Milke ik dujhe se kahe yun

(Anushka)
Yeh baatein, hai chhoti moti baatein
Yeh aaye jaaye jaise ki din aur raatein
Na aankhon se lagana kabhi yeh barsaatein mere yaaro

(Both)
Apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Jiyo toh iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Jiyo toh iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho

Living for today, letting go of the past, you know it o o
Give it up, give it up, everybody say o o

(Shaan)
Duniya matlab ki yaar hai
Iski aadat bekaar hai
Iss se kum rakhna vaasta tu, turu ru tu ru tu
Apno se rakhna dosti
Inn se doori har kami
Inn mein hi dhoondh raasta tu

(Anushka)
Na jaana, yeh tune na jaana
Yeh manzil teri, inhe tujhe hai paana
Hai maine kaha hai jo, uss se mile zamana mere yaaro

(Both)
Apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Jiyo toh iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Jiyo toh iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho

(Shaan)
Yeh zindagi, raftaar se chal padi
Jaate hue raahon mein, humse abhi keh ke gayi

(Anushka)
Hamara yeh waqt hamara jo ik baar gaya toh aaye na dobara
Samajh lo zara yeh, hawaon ka ishaara, mere yaaro

(Both)
Apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Jiyo toh iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Jiyo toh iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho

Ale

Singer(s): Neeraj Shridhar, Antara Mitra
Music Director: Pritam
Lyricist: Kumaar
Length: 4:41

(Neeraj)
Duniya ki baatein waatein chhod ke
Gummo ki baahon ko marod ke
Khushi khadi hai jis mod pe
We got to go that way, we got to go that way

(Neeraj)
Koi galat ya kahe sahi
Hume kisi ki parwah nahi
Jaaye jahan bhi leke zindagi
We got to go that way, we got to go that way

(Chorus) Ale, (Neeraj) abh jo bhi ho
(Chorus) Ale, (Neeraj) ho jaane do
(Chorus) Ale, (Neeraj)hum befikar chalte rahe, chalte rahe
(Chorus) Ale, (Neeraj)dil se kaho
(Chorus) Ale, (Neeraj)kehte raho
(Chorus) Ale, (Neeraj)hum befikar chalte rahe, chalte rahe

(Neeraj)
Hume nahi kisi se vaasta
Apna alag hi hai raasta
Saare zamane ko hai yeh pataa
They know that we don’t care, they know that we don’t care

(Neeraj)
Apna toh chhota sa hai yeh jahaan
Marzi se apni hum jiye yahan
Sunte kisi ki hai kahan
You know that we don’t care, you know that we don’t care

(Chorus) Ale, (Neeraj) abh jo bhi ho
(Chorus) Ale, (Neeraj) ho jaane do
(Chorus) Ale, (Neeraj) hum befikar chalte rahe, chalte rahe
(Chorus) Ale, (Neeraj) dil se kaho
(Chorus) Ale, (Neeraj) kehte raho
(Chorus) Ale, (Neeraj) hum befikar chalte rahe, chalte rahe

(Antara)
Rukey na kabhi yeh safar
Yuhin chalta rahe
Hawayein kahe sun zara toh
Bheegay na kabhi yeh nazar
Har lamha ab khwaab mein
Duaayein aisi bun zara tu

(Neeraj)
Duniya ki baatein waatein chhod ke
Gummo ki baahon ko marod ke
Khushi khadi hai jis mod pe
We got to go that way, we got to go that way

(Neeraj)
Koi galat ya kahe sahi
Hume kisi ki parwah nahi
Jaaye jahan bhi leke zindagi
We got to go that way, we got to go that way

(Chorus) Ale, (Neeraj) abh jo bhi ho
(Chorus) Ale, (Neeraj) ho jaane do
(Chorus) Ale, (Neeraj) hum befikar chalte rahe, chalte rahe
(Chorus) Ale, (Neeraj) dil se kaho
(Chorus) Ale, (Neeraj) kehte raho
(Chorus) Ale, (Neeraj) hum befikar chalte rahe, chalte rahe

Desi Kali

Singer(s): Neeraj Shridhar, Sunidhi Chauhan
Music Director: Pritam
Lyricist: Kumaar
Length: 4:06

(Chorus)
Aaye haye aaye haye, baby you feel that
Aaye haye aaye haye, no no no I’m not your baby

(Sunidhi)
Baawra sa baawra sa phirta hai
Dosti ke raaste mein girta hai
Dil bina din raat mein bhi aankhon se
Pyaar ki baatein bhala kyun karta hai

(Sunidhi)
Mujhse yeh kehde na, tera mera kya hai lena
Phir bhi meri galiyon se phir kyun guzarta hai

(Neeraj)
Desi kali, you’re a desi kali, thats why dil tujhpe marrta hai – 2 times

(Neeraj)
Dil mera chupke se, nikla hai seenay se
Aur tere seenay mein gaya hai
Meri toh neendhon ko jo yahan ?levugi
Woh teri chaahat ki hawa hai
Dil mera chupke se, nikla hai seenay se
Aur tere seenay mein gaya hai
Meri toh neendhon ko jo yahan levugi
Woh teri chaahat ki hawa hai

(Sunidhi)
Haan tere jaise kayi dekhe hain
Kai leke dil phenke hain
Chori chori teri yaadon mein aahein kyun bharta hai

(Neeraj)
Desi kali, you’re a desi kali, thats why dil tujhpe marrta hai – 2 times

Baby you feel that way. — 2 times

Aaye haye aaye haye, baby you feel that
Aaye haye aaye haye, no no no I’m not your baby

(Neeraj)
Ik teri khaatir main, duniya ko chhodunga
Teri hi baahon mein rahunga
Tere bin jeenay se achacha hai
Marr jaaun main toh yeh kehta rahunga
Ik teri khaatir main, duniya ko chhodunga
Teri hi baahon mein rahunga
Tere bin jeenay se achchha hai
Marr jaaun main toh yeh kehta rahunga

(Sunidhi)
Mujhe yehi sab kehte hain
Tere liye koi rehta hain
Nasha mera saara duniya pe chadta utarta hai

(Neeraj)
Desi kali, you’re a desi kali, thats why dil tujhpe marrta hai – 2 times

(Chorus)
Aaye haye aaye haye, baby you feel that way
Aaye haye aaye haye, no no no I’m not your baby

You’re my country girl .

No, I’m not your baby.

Disco Dancer

Singer(s): Bappi Lahiri
Music Director: Pritam
Lyricist: Kumaar
Length: 4:56

Dancer disco

I am a disco dancer – 3 times
Zindagi mera gaana
Main kisi ka dewaana
Toh jhoomo toh naacho
Aao mere saath naacho gaao
I am a disco dancer – 2 times

Yeh log kehte hain
Main tab bhi gaata tha
Jab bol pata nahi tha
Yeh paaon mere toh tab bhi thirakte the
Jab chalna aata nahi tha
Nagmo ki masti hai
Meri jawani mein
Hai dance mere lahoo ki rawani mein

Yahan meri haar, yahan meri jeet
Yahi mere geet
Toh jhoomo toh naacho
Aao mere saath naacho gao
I am a disco dancer – 2 times

Do din ki hasti mein
Sadiyon ki masti mein
Bindass bhaagi jawaani
Dil pyaase milte hain
Aise jawani mein
Jaise mile aag paani
Iss umar mein kyun na manmani kar jaaye
Masti ki raaho mein hadh se guzar jaaye

Jahan mile pyaar
Wohi mere yaar
ho jaaye nisaar
Toh jhoomo to naacho
Aao mere saath naacho gaao
I am a disco dancer – 2 times

Zindagi mera gaana
Main kisi ka dewaana
Toh jhoomo toh naacho
Aao mere saath naacho gaao
I am a disco dancer – 2 times

Disco dancer.

Yaad Aa Raha Hain

Singer(s): Sudesh Bhosle
Music Director: Pritam
Lyricist: Kumaar
Length: 4:27

Yaad aa raha hai, tera pyaar

Yaad aa raha hai, tera pyaar
Kahan hum kahan tum
Hue tum kahan gum
Aa bhi ja aa bhi ja ek baar
Yaad aa raha hai, tera pyaar
Kahan hum kahan tum
Hue tum kahan gum
Aa bhi ja aa bhi ja ek baar
Yaad aa raha hai, tera pyaar

Aye dil, main wahi tu wahi
Wahi hain yeh duniya ke mele
Bicchde woh din, jaane kahan

Roothey, sab yahan jaane kahan
Reh gaye hum toh akele
Awaaz de kisko yahan
Yaad aa raha hai, tera pyaar

Vaada, vaada raha saathi mere tere liye gaata chala jaaun
Tum mera dil, tum meri jaan

Jeena, jeena mere jeena yehi tere liye zindagi lutaun
Tu jo nahi, kya hai yahan

Yaad aa raha hai, tera pyaar
Kahan hum kahan tum
Hue tum kahan gum
Aa bhi ja aa bhi ja ek baar
Yaad aa raha hai, tera pyaar